Aahat Aahat intezaar kr k dekhna
kabhi kisi se pyar kr k dekhna
Toot jate hain khoon k rishte bhi
Ghaltiyan do-char kr k dekhna
Agar zndagi ka falsafa smajhna ho
barish me kachi dewar khadi kr k dkhna
Kaee janam beet jayen ge jana
kabhi meri mohabbatein shumar kr k dekhna
kabhi kisi se pyar kr k dekhna
Toot jate hain khoon k rishte bhi
Ghaltiyan do-char kr k dekhna
Agar zndagi ka falsafa smajhna ho
barish me kachi dewar khadi kr k dkhna
Kaee janam beet jayen ge jana
kabhi meri mohabbatein shumar kr k dekhna
Manish © 2011
Tere Bina hum jeena bhool jaate hain
ReplyDeleteApne dil ke zakhmon ko seena bhool jaate hain,
Tu jindagi me sabse ajeezz hai hume aur
har baar ye tujhse kahna bhool jaate hain.
Tujh se ladoun ya teri yaadon se,
Dono se hi ranjish hai meri,
Par lad na saka kabhi teri yaadon se, aur
ab tujhse ladna bhi mumkin nahi………!