Wafa Ruswa nahi Karna Suno Aisa nahi karna,
Mien Pehley he akela hoon mujhey tanha nahi karna
Judai bhee jo aa jaye to dil chota nahi karna
Bohot masroof ho jana mujhey socha nahi karna
Bharosa bhee zaroori hey magar sab ka nahi karna
Muqadar phir muqadar hey kabhi dawa nahi karna
Jo likha hey wohi ho ga kabhi shikwa nahi karna
Meri takdeer tum sey hey mujhey aadha nahi karna
Haqeekat hey Milan apna isey sapna nahi karna

Manish © 2011
Kaha us ney “bharosa dil pe itna nahi kartey”
ReplyDeleteKaha mainey “pyar mai kabhi socha nahi kartey”
Kaha us ney “bahot khush rang duniya ke nazare hai”
Kaha mainey “jab tum saath ho toh hum kuch aur dekha nahi kartey”
Kaha us ney “mai tumse durr hu lekin tumahri hu”
Kaha mainey “sapney abb dil ko behlaya nahi kartey”
Kaha us ney “tumhari chahat tum hai ruswaiya degi”
Kaha mainey “shohrat se ashiq ghabraya nahi kartey”
Kaha us ney “samaz jaao meri jaan ”
Kaha mainey “dewane ko samzaya ni kartey”