Ek baar kar k aitbar likh do
Kitna hay mujh say pyar likh do
Kat ti nahin ya zindagi ab taray bina
Kitna or karon intizar likh do
Taras rahay hain bari muddat say
Is baar apni muhabbat ka izhar likh do
Deewany ho jain jeesay par kar hum
Kuch aisay tum maray yaar likh do
Ziada nahin likh saktay tu na likho tum
Muhabbat bharay lafz do chaar likh do
Ek baar likho Muhabbat hay tum say
Phir yahi jumla baar baar likh do....
Manish © 2011
Kitna hay mujh say pyar likh do
Kat ti nahin ya zindagi ab taray bina
Kitna or karon intizar likh do
Taras rahay hain bari muddat say
Is baar apni muhabbat ka izhar likh do
Deewany ho jain jeesay par kar hum
Kuch aisay tum maray yaar likh do
Ziada nahin likh saktay tu na likho tum
Muhabbat bharay lafz do chaar likh do
Ek baar likho Muhabbat hay tum say
Phir yahi jumla baar baar likh do....
Manish © 2011
Khushnaseeb hain hum ki mile aap mujhe
ReplyDeleteTanha zindagi ki safar mein mila saathi anmol mujhe
Gum ke badalon ne kabhi gher rakha tha mujhe
Ab badalon ko cheer ke bhi suraj deti hai roshni mujhe
Ae pyar kismat mein mere iss se pehle itni khushi kabhi na thi
Aap ne saath humara deke dard ko bhulana sikha diya mujhe
Hum to rote the uski yaad mein
pyar aap ne aansuon ko peena sikha diya mujhe
Uss dhokebaaz ne to maar hi dala tha humein
pyar ki taqat se jeena sikhaya aap ne mujhe
-----------------------------------